Sunday, March 29, 2015

Mea'raj Ka Tohfa Namaaz 211 - Namaaz ke makroohat e tehreemiyah kya hai?

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


 Namaaz ke makroohat e tehreemiyah kya hai.? yeh kaam agar namaaz mein kiye to namaaz phirse padhni hogi.

 Muqtadi ka imam se pehle ruku ya sajde mein jana ya imam se pehle ruku ya sajde se sar uthana makrooh e tehreemi hai.
 Mard ka sajde mein haath ki kalaaiyon ko zameen par bichana makrooh e tehreemi hai.
 Jin cheezon ka pehenna sharan najaaiz hai unko pehena to uski namaaz makrooh e tehreemi hogi.
 Issi tarah mard ne janani aur aurat ne mardane kapde pehen kar namaaz padhi to makrooh e tehreemi hai phirse padhe.

# Fatawa e Razviya Shareef Jild 9 juz awwal Safah 56.
 


This entry was posted in

0 comments:

Post a Comment