بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Namaaz ke makroohat e tehreemiyah kya hai.? yeh kaam agar namaaz mein kiye to namaaz phirse padhni hogi.
Muqtadi ka imam se pehle ruku ya sajde mein jana ya imam se pehle ruku ya sajde se sar uthana makrooh e tehreemi hai.
Mard ka sajde mein haath ki kalaaiyon ko zameen par bichana makrooh e tehreemi hai.
Jin cheezon ka pehenna sharan najaaiz hai unko pehena to uski namaaz makrooh e tehreemi hogi.
Issi tarah mard ne janani aur aurat ne mardane kapde pehen kar namaaz padhi to makrooh e tehreemi hai phirse padhe.
# Fatawa e Razviya Shareef Jild 9 juz awwal Safah 56.

0 comments:
Post a Comment