بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
شب جمعہ کا درود
اللهم صل وسلم
وبارك علی سيدنا
ومولانا محمد
النبی الامي الحبيب
العالی القدرالعظيم
الجاه. وعلی آله واصحابه
وبارك وسلم
"Allahumma Salli Wa Sallim Wa Baarik Ala
Sayyidina Wa Maulana Muhammadinin Nabiyyil Ummiyyil Habeebil Aalil Qadril
Azeemil Jaahi Wa'Ala Aalihi Wasahbihi Wabaarik
wasallim"
Buzurgaane deen farmate hai jo shakhs yeh
darood shareef shab e jummah(jumeraat o
jummah ke darmiyani raat) ko kam az kam ek martaba padhey..
Fazilat - Inteqal ke waqt woh shakhs Huzoor Shafi e Mehshar ﷺ ki ziyarat se musharaf hoga. Aur qabr me daakhil hote waqt bhi
aur yaha tak iss Darood shareef padhne ki fazilat hai ke padhne wala dekhega ke
Huzoor e Akram ﷺ ussey apne haathon se qabr me rakh rahey hai..
(Afdal us salawat ala sayyidis sadat page no
- 151.)