بسم الله الرحمن الرحيم
الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ
Hazrat Abdullah ibn E Masood RadiAllahu Taala Anhu se marwi hai ke RasoolAllah ﷺ ne farmaya,
"Jo shakhs Quraan e majeed ka ek harf parhega usko ek neki milegi jo dass ke baraabar hogi. Main ye nahi kehta ke Alif Laam Meem ek harf hai, balke Alif ek harf Laam dusra harf or Meem teesra harf. "
# Tirmizi Shareef.
سُــــبْحانَ الله!
Allah ki Rahmaten apne Bando Ko Kis Tarah Nawaazti hai ke Ek Harf e Quraan parhne ke badle 10 nekiyaan aur Ramzaan ul mubaarak mein ek neki ka sawaab be panaah nekio ke baraabar aur phir Jumuah ke din ka kya kehna ke is me bhi Nekiyo ke darajaat barhaa diye jaate hai.

0 comments:
Post a Comment