Wednesday, March 25, 2015

Azaan ke Maseel 140

SHARE
 بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ ⏩ Azaan mai kul 15 kalemaat hai

Mafhume hadees -
Agar koi Musalman Aurat ek muqammal Azaan ka jawab de to yaani mo'azzin jo bhi kahe ussko dohrati jaye to...

🔸15,00,000 pandrah laakh nekiyaan milegi..
🔸15,000 darajaat buland honge...
🔸 15,000 gunah maaf honge
🔸 Aur Agar Musalman mard ye jawabaat de to iss sawab se double milega

# Kanzul ummal

🔸 Iss tarah Andaza lagaaye ke 5 waqt ki Azaan ke jawab apne kamkaaj chhor kar de to kitna sawab mil sakta hai
🔸jo bhi Azaan ke waqt baaton mai laga rahe usska khatma bura ho sakta hai

# bahare shari'at

🔸Mafhume hadees -
 Huzoor rehmatullil
 Aalameen ﷺ ne farmaya ek sahabi e rasool ke inteqaal ke baad.... kya tumhe pata hai Allah ne usse jannat mai dakhil farmaya

Logo ko sun kar bada ta'jjub hua kyoki unn ka bazaahir aisa koi bada nek amal nahi thha
Ye sun kar ek sahabi unn ke ghar walo se puchhne pahoche to bataya gaya ki unn ka koi khas Amal to na thha lekin jab bhi Azaan hoti to apne tamaam kaam kaaj chhor kar gor se Azaan sunte aur jawab dete

سُــــبْحانَ الله

0 comments:

Post a Comment