Wednesday, March 25, 2015

Azaan ke Maseel 141

SHARE
 بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ


  ⏩ Azaan kab kab di ja sakti hai

⏩ bachhe ki paidaish par uss ke kaan mai

⏩ gamgeen ke samne

⏩ mergi wale ke kaan mai......ye ek bimari hai jismai achanak insaan behosh ho kar gir jata hai

⏩ gusse wale shakhs ke kaan mai

⏩ badmizaaz janwar ke kaan mai

⏩ Aag lagne ke waqt

⏩ Maiyyat ki tadfeen ke baad

⏩ jinn ki sarkashi ke waqt

⏩ jungle mai raasta bhul jaye aur koi batanewala na ho tab

⏩ waba...koi aam janleva bimari feli ho tab

0 comments:

Post a Comment