Saturday, March 21, 2015

Fatawa e Razviya Shareef 83

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ

Fatawa e Razviya Shareef

Masla: Fasiq (darhi mundane wala, namaz na parhne wala, jhooth bolne wala wagairah) se mehfil mai qeerat karvana, naat parhvana, taqreer karvana, dua karvana, wagairah sab haraam hai.

Masla: ye kehna ke darhi mundane wala darhi rakhne wale se behtar hai ye kalma e Kufr hai.


# Fatawa e Razviya Shareef, Jild 23, Safah 734, 736.

0 comments:

Post a Comment