Sunday, March 22, 2015

Fatawa e Razviya Shareef 90

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ


Masla: Jab kisi Masjid mein Quraan e Majeed bahot jama ho jaye jo yunhi boseedah ho jayegi to dusri masjid madaris me taqseem kar Sakte hai aur Uss Shehair ki zaroorat Se zayed (zyada) ho to dusre Shehair bhi bhej Sakte hai.

Magar unhe hadiya kar ke unki keemat masjid me nahee Laga Sakte.

# Fatawa Razviya Shareef, Jild 16, Safah no.164.

0 comments:

Post a Comment