Sunday, March 22, 2015

Fathe Makkah 105

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ

Fateh Makkah ke din jabh Ahle Makkah ko aam maafi ka parwana baksha gaya tha. Kuch munafiqo ki uss din bhi bakshish nahi ki gayi thi aur Huzoor Rehmat e Aalam ﷺ ne unka qatl karne ka hukm diya tha. Kal un mardon ke naam guzre jinka Fateh Makkah ke din qatl huwa aaj unn aurton ka zikr jo uss aman waale din bhi gazab mein rahi.

Woh aurtein jo fateh Makkah ke mauke par maamon rahi ⏬

1⃣ Hinda binte utbah jauza abu sufiyan.
2⃣ Kartana yeh ibne katal ki bandhi thi.

Sarah jo bani mutlib ki baandhi thi inke liye aulma mein ikhtelaf hai ke yeh maamon rahi ya inka qatl huwa.

Woh aurtein jo Fateh Makkah ke din qatl ki gayi ⏬

1⃣ Kareeba ibne katal ki bandhi.
2⃣ Arnab ibne katal ki bandhi.
3⃣ Umme saa'ad.

# Madarijun Nabuwwat 2/494-507.


ROZE RAKHNE KI
ZAROORI BATEIN YAAD RAKHO
HUZOOR KI DI HUWI NASEEHAT
PAR HAMESHA AMAL KARO

0 comments:

Post a Comment