بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
⏩ Wazu ka tariqa
# Koniyon ke saat dono hath dhoein
# Iss ke baad chauthaai sar masah karein dono hathon ko pani se tar kar le aur ungliyon ke kinaron ko aapas me mila kar peshani ke qarib balon ki jadd se malte huwe is tarah sar ke pichle hisse ki taraf le jayein ke ungliyan or hatheli balon se lagi hui ho
# Baad me ungliyon ke pichle hisse ko gardan par pherein.
# Dono hath ke kalme ki ungli se kaan ka masah kare aur anguthon se kaan ke pichle hisse ka masah kare
# Dono pairon ko takhne sath dho le pair dhote waqt ulte hath ki aakhri ungli ko pairon ki ungliyon ke darmiyan dakhil krein.
⏩ Khaas Baat
Kisi bhi hisse ko dhone ka matlab hai ke uss hisse par kam se kam 2 qatre pani beh jaaye sirf bhig jaane ya pani to tel ki tarah masal lene ya ek qatra beh jaane ko dhona nahi kahenge or na hi iss tarah Wazu ya Gusl adaa hoga.
# Sardiyon ke mausam mai wuzu se pehle pani se hath bhiga kar wuzu ke aaza par chapad le ke baad mai pani behne mein aasaani ho ke jaadon(winter) ke mausam mein ruein tani hui hone ki wajah se pani chamdi tak nhi ponhonchta hai.

0 comments:
Post a Comment