Wednesday, March 25, 2015

Mea'raj Ka Tohfa Namaaz 150 - Shahi Namaz ka tarika

SHARE
 بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ



Namaaz ki sharton ki kitni kismein hai aur woh kaun kaun si hai.?

Namaaz ki shartein 2 kism ki hai.
1⃣ Namaaz waajib hone ki shartein.
2⃣ Namaaz sahih hone ki shartein.

⏩Namaaz waajib ho ne ki shart kya hai.?

Namaaz ke waajib hone ki shartein yeh hai.
➡Musalman hona
➡Aaqil hona (paagal na ho)
➡ Baalig hona
➡ Namaaz ka waqt hona.

⏩Namaaz ke sahi ho ne ki shartein kya hai.?

Namaaz ke sahi ho ne ki shartein yeh hai.
➡ Tahaarat.
➡ Satr e aurat.
➡ Istiqbale qibla.
➡ Waqt hona.
➡ Niyyat.
➡ Takbir e tehrima.

Jabh tak yeh tamam shartein nahi paayi jaaegi namaaz shuru hi na hogi.
This entry was posted in

0 comments:

Post a Comment