بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Namaaz ke kuch zaroori masail.
Imam ke peeche padhne wale namaazi (muqtadi) ne takbeer e tehrima ka lafz 'Allahu Akbar' is tarah kaha ke 'Allah' imam ke saath kaha magar 'Akbar' imam se pehle khatam kiya to us muqtadi ki namaaz na huwi.
Muqtadi aur akela padhne wale ko takbeer e tahrimah jahar se (zor se) kehne ki zaroorat nahi sirf itni aawaaz zaroori hai ke khood suney.
Agar koi aisa beemar ya kamzor hai ke nokar ya deewar ya kisi cheez ka tek laga kar khada ho sakta hai to Farz hai ke tek laga kar khada ho kar namaaz padhe.
Quraan e majeed padhne mein tajweed zaroori hai kam az kam itni ke harf ki sahih adaaegi ho aur galat padhne se bache.
# Fatawa e Razviya Shareef Jild 3

0 comments:
Post a Comment