بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Safar e Harmain Shareefain
(Ehraam Ka Tariqah)
Airport par zaroori karwayi se faragat ke
baad agar makrooh waqt na ho to 2 Raka'at ba niyyat e Ehraam parhe. Pehli
raka'at me Surah Fatiha ke baad Surah Kafiroon aur dusri raka'at me Surah
Fatiha Ke Baad Surah Ikhlaas Parhe.
Agar makrooh waqt ho to baghair Namaaz Parhe
hi Hajj ya Umrah ki niyyat se Labbaik Kahe.
Mard yeh Namaaz adaa karte waqt Ehraam ki
chadar sar se orh le aur salaam pherte hi chaadar apne sar se utaar De.
# Bahar e Hajj Page No 31.
To Be Continued...
SHARAM AUR HAYA PAR DHYAAN DIJIYE
INKI AHMIYAT KO JAAN LIJIYE
IMAAN KA HISSA HOTI HAI HAYA
PARH LO HUZOOR ﷺ KEHTE HAI KYA
0 comments:
Post a Comment