Sunday, March 22, 2015

Taharat Ka Bayaan Aur Najasat Ki qismein 111

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ

➡ Khoon wali zameen Aur  Gobar kaise Paak Karein?

Kisi bade ya bachhe ne zameen par peshaab ya pakhaana kar diya, ya zakhm se khoon ya piip nikla, ya jaanwar zibah karte huwe Zameen par gira to bagair paani ke waise hi kisi kapde wagaira se ponch liya, Aur agar sukh gaya najaasat ka asar khatam ho gaya to wo zameen paak ho gayi
Uss par namaaz padh sakte hai.

Gobar se lipi gayi zameen agar sukh gayi to bhi uss zameen par direct namaaz jaiz nahee. Agar uss par koi mota jaada kapda bichha kar namaaz padhe to  namaaz durust hogi.

# Bahaare Shari'at,
Jild 2, Safah 126

0 comments:

Post a Comment