بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Zakaat ka Bayan
Allah ﷻ farmata hai falah paate woh hai jo zakaat ada
karte hai. Aur farmata hai jo kuch tum kharch karoge Allah Ta'ala uski jagah
aur dega aur Allah ﷻ behtar rozi dene wala hai.
aur farmata hai jo log bukhl karte hai uske
saath jo Allah ﷻ ne apne fazal se diya hai woh yeh gumaan na kare ki yeh unke
liye acha hai balki yeh unke liye bura hai.
# Masla :- Zakat farz hai iska munkir kaafir,
na dene wala fasik, aur qatl ka mustahik, aur adaa karne mai der karne wala
gunahgaar aur mardud us shahadat.
# Qanoon e Shariat
Page no- 220
0 comments:
Post a Comment