بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Zakaat ka Bayan
➡ Tandrust ko zakaat de sakte hai agarche
kamaane par kudrat rakhta ho magar us se sawaal karna jaiz nahee.
➡ Moti hira wagaira jawahar jiske paas ho aur
tijarat ke liye na ho to uski zakaat waajib nahee magar jab nisaab ki qimat ke
ho to zakaat le nahee sakta.
➡ Maa sayyedda ho aur baap Sayyed na ho to
Sayyed nahee is liye ki sharah mein nisaab baap se hai lihaza aise shakhs ko
zakaat de sakte hai jabki na dene ki koi wajah na ho.
#Qanoon e Shariat Page no. 238
0 comments:
Post a Comment