Saturday, April 4, 2015

Bad Mazhabo se Rishtey 297

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


Murtad agar irtedaad se tauba karle toh uski tauba maqbool hai magar baaz murtadeen maslan kisi Nabi علیہ السلاام ki shaan mein gustaakhi karne wala ke uski tauba maqbool nahi. Tauba qabool karne se muraad yeh hai ke tauba karne ke baad badshah e Islam use qatl na karega.”
# Bahaar e Shari'at, Jild 9, Safah 127.

Lekin nabi علیہ السلاام ke gustaakh ko qatl karna choonke badshaah e Islam ka kaam hai aur yeh hamare yaha mumkin nahi, toh abh maujuda surat mein musalmano par yeh laazim hai ke aise logo ka mazhabi boycott kare, unka zabeeha na khaaye, unke yaha shadi biyaah na kare, unki namaz e janaza na padhe aur na musalmano ke qabrastan mein unhe dafan hone de.

To be contd....
 

WALIDEIN KI IZZAT KARNA SEEKHO
ALLAH ﷻ KO RAAZI KARNA SEEKHO
APNE HAR EK KAAM MEIÑ
SUNNAT E RASOOL ﷺ NIBHAANA SEEKHO

0 comments:

Post a Comment