بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Imam Jalaaluddin Suyooti rehmatullaah alaih Sharhus-sudoor me farmaate hain:
Ek shakhs raafziyon ke paas baitha karta tha uske marte waqt logon ne use kalema e taiyyaba ki talqeen ki ussne kaha nahin kaha jaata to logone poocha kyun? kaha yeh do shakhs khade hain yeh kehte hain tu unke paas baitha karta thha jo Hazrate Abu bakr wa hazrate Umar رضي الله عنه ko bura kehte the ab chaahta hai kalema padh kar uthhe tuje naa padhne denge
Jab Hazrate Siddiq e Akbar wa hazrate Farooq e Aazam رضي الله عنه ko bura kehne waalon ke paas baithne waalon ki yeh haalat hai to jo log Allah ﷻ
aur RasoolAllah ﷺ ko bura kehte hain, inki tanqees e shaan karte hain aur inhe tarah tarah ke aib lagaate hain. unke paas baithne waalon ko kalema naseeb hona aur bhi dushwaar hai.
Aur jab aise logon ke paas baithne waalon ko kalema naseeb hona dushwqar hai to jo log unke yahan rishta daari karke dosti wa mohabbat ka qila qaayam karte hain unko kalema naseeb hona aur zyada dushwaar hai. Allah aise logon ko Imaan ki mohabbat ataa farmaye
آمین بجاه شفیع المذنبین ﷺ
To be contd.....
ZAMEENO ZAMAA TUMHARE LIYE
MAKEENO MAKAA TUMHARE LIYE

0 comments:
Post a Comment