بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Ek martaba Nabi e Kareem ﷺ apne Sahabiyon رضي الله عنهم ke darmiyaan tashreef farma they aur maal e ganimat takseem farma rahe they ke uss waqt ek shakhs ne RasoolAllah ﷺ se kaha, Adl (Insaf) kijiye, Aapne farmaya, agar mai Adl na karu to kaun karega, bas yeh sun kar Hazrat Umar Farook e Aazam رضي الله عنه ne farmaya Yaa RasoolAllah ﷺ aap ijazat dijiye, Main iski gardan maar du.
# Bukhari Shareef.

0 comments:
Post a Comment