بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Ibne Najjar ne Ibne Umar رضي الله عنهم se riwayat ki Huzoor e Aqdas ﷺ irshad farmate haiٌ jo Musalman apne bhai se musafah kare aur kisi ke dil meiٌ dusre se adawat(dushmani) naa ho to haath juda hone se pehle Allah Ta'ala dono ke gujista (pichle) gunaaho ko baksh dega aur jo shakhs apne bhai ki taraf nazre muhabbat se dekhe uske dil ya seene mein adawat naa ho to nigah lautne se pehle dono ke gujista gunaah baksh diye jaaege.
# Bahar e Shari'at.

0 comments:
Post a Comment