بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Hazrat Abdullah Ibne Amr رضي الله عنه se marvi hai ke ek shakhs ne Huzoor e Akram ﷺ se daryaft kiya ki Islam ki kaun si cheez sabse acchi hai, to Sarwar e Kaunain ﷺ ne farmaya khaana khilao aur jissko pehchante ho yaa naa pehchante ho sabko Salaam karo.
#Sahih Bukhari
#Muslim Shareef
NOTE - Yeh hukm Imaan waaloٌ ke liye hai ke imaan waala (Musalman) jisko aap jaante ho yaa na jaante ho sabko salaam karo, badmazhab o murtadon se Salaam o Kalaam ki ijazat Shari'at nahiٌ deti hai.

0 comments:
Post a Comment