Saturday, April 4, 2015

Hadees e Mubaraka 289 (Hadith Of The Day)

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


Hazrat e Anas رضي الله عنه se riwayat hai Huzoor Sarwar e Qaunain ﷺ irshad farmate haiٌ apne bhai ki madad karo khwaٌ woh zaalim ho ya mazloom, ek Sahaba رضي الله عنه arz karte haiٌ Yaa RasoolAllah ﷺ agar woh mazloom ho tabh main uski madad karuٌ lekin jabh woh zaalim ho toh main uski madad kaise karuٌ? Nabi e Kareem ﷺ irshad farmate haiٌ usey zulm se baaz (door) rakho, usey roko kyuٌke yeh bhi uski madad hai.

# Tirmizi Shareef.
 

0 comments:

Post a Comment