بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Nabi e Kareem ﷺ irshad farmate haiñ kabeera gunaahoñ mein se yeh bhi hai ke insaan apne maa baap ko gaali de, Sahaba e Kiram رضي الله عنهم ne arz kiya ke kis tarah koi shakhs apne maa baap ko gaali dega? Huzoor Sayyed e Aalam ﷺ ne irshad farmaya iski surat yeh hai ke koi aadmi kisike maa baap ko gaali de phir woh jawab mein uske maa baap ko gaali de.
# Tirmizi Shareef.
NOTE ==》 Iss Hadees Shareef ka matlab yeh hai ke gaali dene waale ne apne maa baap ko khud to gaali na di lekin chunke doosre se gaali dilwane ka zariya ban gaya isliye khud gaali dene waalo mein shumaar hogaya.
http://fb.me/kanzul.imaan.group

0 comments:
Post a Comment