بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Ek Sahabi رضي الله عنه riwayat farmate haiñ ke woh Huzoor Sayyed e Aalam ﷺ ki khidmat meiñ haazir huwe aur iss shart par islaam laaye ke sirf 2 waqt ki namaazeiñ hi padhenge, Huzoor Rehmat e Aalam ﷺ ne unki iss shart ko qabool farma liya.
# Sunan Ahmed.
》Note:
Is Hadees e Paak ka mafhoom ye huwa ke Sarkaar صلى الله عليه و آله و صحبه و سلم logoñ ko Islam ki mohobbat ka jaam pilana chahte the isiliye 2 namaz ki shart par bhi unhe islam mai dakhil kiya.
Fir jaise jaise Islam ke ahkam wo jante gaye unki Islam aur Huzoor ﷺ ke liye muhabbat barhti gai aur jalilul qadr sahaba ke darje par faaiz hue.
fb.me/kanzul.imaan.group

0 comments:
Post a Comment