بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Bachpan main aam tor par bachhe khelkud ke shaukeen hua karte hain magar Allah ﷻ ko ye manzur nahi thha ki aasmane qutubiyat ka ye roshan sitara khelkud main rahe issiliye hazrate Gaush e Azam رضي الله عنه bachpan se hi khelkud se dur rahe aur farmate hai ke jab kabhi mai bachho ke sathh khelne ka irada karta to main sunta thha koi kehne wala keh raha hain ke aye barkat wale meri taraf aa jaa
Ek martaba sarkar Gaush e paak رضي الله عنه se logo ne puchha huzoor aap ko apni wilayat ka ilm kab hua ?
to sarkar Gaush e paak رضي الله عنه ne farmaya ki 10 baras ki umr mai jab main madarse mein parhne ke liye jaata thha to gaibi awaz aati thhi ke Allah ke wali ko bethhne ke liye jagah taaki wo aram se bethh jaye
#Hamare Gaush e Azam رضي الله عنه
#Firishte madarse tak sathh pahochane ko jaate thhe,
Ye darbare ilahi main hai Rutba Gaush e Azam رضي الله عنه ka

0 comments:
Post a Comment