Sunday, April 5, 2015

Islami Akhlaak o Ada'ab, Bahar e Shari'at 313 - An Ideal Life Of A Muslim

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 



▶ Sajda e tahiyyat yaani mulaqat ke waqt bataur e ikram kisiko sajdah karna haram hai aur agar baqasd e ibadat ho to sajdah karne waala kaafir hai ke gair e khuda ki ibadat karna kufr hai.
▶ Mulaaqat ke waqt jhukna mana hai yaani itna jhukna ke hadde ruku tak hojaye.
▶ Aane waale ki tazeem ke liye khada hona jaaez balke mandoob hai jabh ke aese ki tazeem ke liye khada ho jo mustahiq e tazeem hai maslan aalime deen ki tazeem ko khada hona.
 

0 comments:

Post a Comment