Sunday, April 5, 2015

Islami Akhlaak o Ada'ab, Bahar e Shari'at 310 - An Ideal Life Of A Muslim

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


▶Musafha ye hai ke ek shakhs apni hathheli dusre ki hathheli se milae, sirf ungliyo ke choone ka naam musafha nahi hai, sunnat ye hai ke dono haatho se musafha kiya jaae aur dono haatho ke beech me kapda wagaira na ho.
▶Bosa dena agar ba shahwat ho to naa jaez hai, aur ikram o tazeem ke liye ho to izazat hai, peshani par bosa bhi inhi sharait ke sath jaaez hai.
▶Hazrate Abu bakr siddiq رضي الله عنه ne huzoor ﷺ ki dono aankho ke darmiyan ko bosa diya aur sahaba wa tabaeen se bhi bosa dena sabit hai.
 

0 comments:

Post a Comment