Sunday, April 5, 2015

Islami Akhlaak o Ada'ab, Bahar e Shari'at 311- An Ideal Life Of A Muslim

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


▶Baaz log musahfa karne ke baad khud apna hath choom liya karte hain ye makrooh hai aisa nahi karna chahiye.
▶Aalime deen aur badhsahe aadil ke haath ko bosa dena jaaez hai, balke uske qadam chumna bhi jaaez hai, agar kisi ne aalime deen se ye khawish ki ke aap apna haath ya qadam mujhe dijiye ke mai bosa dun to uss ke kehne ke mutabiq wo aalim apna haath paaun bosa ke liye uss ki taraf badha sakta hai.
▶Aurat ne aurat ko munh(face)ya rukhsar ko ba-waqte mulaqat ya ba-waqte rukhsat bosa diya ye makrooh hai.

Like Us On Facebook For regular updates: https://www.facebook.com/kanzul.imaan.group


NA KARO NAA FARMAANI
APNE WAALIDEIN KI
KYA KEHTE HAI ISKE
BAARE MEIN HUMARE NABI ﷺ
 

0 comments:

Post a Comment