Sunday, April 5, 2015

Islami Akhlaak o Ada'ab, Bahar e Shari'at 303 - An Ideal Life Of A Muslim

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


▶ Aurat ka aurat ko dekhna ka hukm yeh hai ke naaf ke neeche se ghutne tak nahi dekh sakti baaki aa'za ki taraf nazar kar sakti hai bashart ye ke shehwat ka andesha na ho.
▶ Aurat e swaleha ko yeh chahiye ke apne ko badkar aurat ke dekhne se bachaye, yaani uske saamne dupatta wagaira na utare kyuke woh use dekh kar mardo'n ke saamne uski shaklo surat ka zikr karegi, Musalman aurat ko ye bhi halaal nahi ke kafirah ke saamne apna satr khole.
 

0 comments:

Post a Comment