بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶ Jo shakhs yeh pasand karta ho ki log mere liye khade ho, uski yeh baat naa pasand aur mazmoom hai.
▶ Ahadees mein iss qayam ki mazammat hai yaa iss qayam ko bura bataya gaya hai. Jo aadmiyon mein raaij hai, jo salateen baithe hote hai aur uske aas pass tazeem ke taur par log khade hote hai, aane waale ke liye khade hona uss qiyaam e mamnooa mein daakhil nahi.
▶ Qiyaam e milaad yaani milaad shareef mein salaam ke waqt khade hona ki mumaniyat par un hadees shareef se daleel laana jahalat hai.
fb.me/kanzul.imaan.group

0 comments:
Post a Comment