بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶ Ek kaafila dusre kaafile ke paas aaye aur kisi ne salaam na kiya to sab ne sunnat ko tark kiya sab par ilzaam hai aur agar un mein se ek ne salaam kar liya to sab bari hogaye aur afzal yeh hai ke sab hi salam karey.
Yunhi agar un mein se kisi ne jawab na diya to sab gunahgar huwe aur ek ne jawab de diya to sab bari hogaye aur afzal ye hai ke sab jawab de.
▶ Saael ne darwaze par aakar salam kiya to uska jawab dena wajib nahi.
Log khana kha rahe ho us waqt koi aaya to salaam na kare, haan agar bhooka hai aur jaanta hai ke ise woh log khane mein shareek kar lenge to salam karle.

0 comments:
Post a Comment