Sunday, April 5, 2015

Islami Akhlaak o Ada'ab, Bahar e Shari'at 308 - An Ideal Life Of A Muslim

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 



▶ Kisi se keh diya ke falan ko mera salam keh dena us par salam pahunchana wajib hai aur jab usne salam pahunchaya to jawab yun de ke pehle us pahunchane waale ko us ke baad us ko jisne salam bheja hai yaani ye kahe "Wa Alaeka Wa AlaehisSalam"
(Ye salam pahunchana us waqt wajib hai jab usne us ka iltezam karliya ho yaani keh diya ho ke haan tumhara salam keh dunga)

▶ Ungli ya hatheli se salam karna mamnoo hai hadees me farmaya ke ungliyo se salam karna yahudiyon ka tareeqa hai aur hatheli se ishara karna nasara ka.
 

0 comments:

Post a Comment