Sunday, April 5, 2015

Islami Akhlaak o Ada'ab, Bahar e Shari'at 306- An Ideal Life Of A Muslim

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


▶ Sirf ussi ko salam na kare jis ko pehchanta ho balke har musalman ko salam kare chahe pehchanta ho ya na pehchanta ho baaz sahaba e kiraam رضي الله عنهم issi irade se bazaar jaate they ke kasrat se log milenge aur zyada salam karne ka mauqa milega.
▶ Salam ka jawab fauran dena wajib hai bila uzr takheer ki to gunahgar hoga aur ye gunah jawab dene se dafa na hoga balke tauba karni hogi.

NOTE ==》 Pehle masle mein musalmaano ko salam karne ka hukm hai, wahabi, deobandi, ahle khabees, bori, raafzi wagaira jitne bhi baatil firke hai yeh naam nihad musalmaan hai jo dadhi aur topi pehen kar Imaan Waale Sunni Musalmaano ko dhoka dete hai inlogon se hargiz salam o kalam ki ijazat nahi hai.
 

0 comments:

Post a Comment