Sunday, April 5, 2015

Islami Akhlaak o Ada'ab, Bahar e Shari'at 314 - An Ideal Life Of A Muslim

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


▶ Jis ko cheenk aaye ussey 'Alhamdulillah' kehna chahiye, aur behtar ye hai ke "Alhamdulillahi Rabbil Aalameen" kahe, jabh usne 'Alhamdulillah' kaha to sunne waale par jawab dena waajib hogaya aur hamd na kare to jawab nahi.
▶ Cheenk ka jawab ek martaba waajib hai, dubarah cheenk aayi aur usne
'Alhamdulillah' kaha to dubarah jawab wajib nahi balke mustahab hai.
▶ Ek majlis mein kayi martaba kisiko cheenk aayi to sirf 3 baar tak jawab dena hai uske baad usko ikhtiyar hai ke jawab de ya na de.

Http://fb.me/kanzul.imaan.group
 

0 comments:

Post a Comment