بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Mard ko chahiye ke agar anghuthi pehne toh us ka nageena hatheli ki taraf rakhe aur aurten nageena haath ki pusht ki taraf rakhen ke inka pehanna zeenat ke liye hai aur zeenat isi soorat mai jyada hai ke nageena bahar ki janib ho.
Daant gir gaya isi daant ko sone ya chandi ke taar bandhwa sakta hai, doosre shakhs ka daant apne muh me nahi laga sakta .
Ladko ko sone chandi ke zewar pehanna haram hai jisne pehnaya woh gunahgar hoga issi tarah baccho(ladko) ke haath paaun me bila zaroorat mehndi lagana na jaiz hai.

0 comments:
Post a Comment