بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶ Aala hazrat رضي الله عنه ne apni saari zindagi Ishq e Mustafa ﷺ ki daulat takseem karne mein laga di duniya bhar ke bade bade aulma aur fuqha ne aapko mujaddid tasleem kiya, kayi university mein aap par research ho rahi hai.
▶ Aapke natiya kalam ki saari duniya mein dhoom hai aaj bhi aur In Sha Allah subhe qayamat tak rahegi, jo lazzat aur ishq e Rasool ﷺ ki gehraai aapke kalam mein paayi jaati hai woh be mislo misaal hai.
▶ Aapka likha huwa kalam "Mustafa ﷺ jaane rehmat par lakho salam" wo kalam hai jo aaj duniya bhar mein Azaan ke baad sabh se zyada padha jata hai.
# Paigaam e Raza
" Humne Samja na tha Aapka martaba,
Ek wali ne magar hum par ehsaan kiya,
Surma e ishq aankhon mein pehna diya,
Daal di qalb mein azmat e Mustafa ﷺ
Saiyyadi Aala hazrat رضي الله عنه par lakho salam "
Aalahazrat hai aala maqaam aapka ,
Isliye sab ke lab par hai naam aapka ,
Aap baazare taeba me jab they bikeay,
Phir lagaega kya koi daam aapka.
Mustafa jaane rehmat pe laakho salaam ,
Kitna mash'hoor hai ye salaam aapka ,
Sab se aula wo aa'la hamara nabi,
Kitna maqbool hai ye kalaam aapka..

0 comments:
Post a Comment