بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
⏩ Musafir ki namaaz ke masail.
▶ Aurat ko bagair shauhar ya kisi mehram ke 3 din ki, yaani 92.54 km. ya zyada ki doori ka safar karna jaaiz nahi hai balke ek din ki doori ki bhi ijaazat nahi.
▶ Nabaalig baccha ya neem paagal ke saath bhi safar nahi kar sakti, safar ke dauran baalig mehram ya shauhar ka saath hona zaroori hai. Mehram ke liye zaroori hai ke sakht faasiq aur bebaak na ho.
▶ Aisa mehram ladka jo baalig hone ke qareeb ho uske saath aurat safar kar sakti hai.

0 comments:
Post a Comment