Wednesday, April 1, 2015

Mea'raj Ka Tohfa Namaaz 241 - Namaaz ko qasdan chordh dena aur qaza karne ke masail

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


⏩ Namaaz ko qasdan chordh dena aur qaza karne ke masail.

▶ Huzoor Sayyed e Aalam ﷺ irshad farmate haiٌ qayamat ke din bande ke aamaal mein sabse pehle namaaz ka sawal hoga agar woh sahi huwi to usne kamyabi paayi aur agar usme kami huwi to ruswa huwa aur usne nuqsaan uthaya.
▶ RasoolAllah ﷺ irshad farmate haiٌ jo bhi namaaz ki hifazat karey uske liye namaaz qayamat ke din Noor Daleel Naja'at hogi, aur jo shakhs uski hifazat na karey woh shakhs qayamat ke din firaun qaarun hamaan aur ubai bin khalf ke saath hoga (yeh sab dushman e khuda they)
 
This entry was posted in

0 comments:

Post a Comment