بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
⏩ Namaaz ko qasdan chordh dena aur qaza karne ke masail.
▶ Sote huwe ya bhool se namaaz qaza hogayi to uski qazaa farz hai, aisi qaza ka gunah us par nahi, magar jaagne par aur yaad aane par agar makrooh waqt na ho to ussi waqt padhle
# Aalamgiri, Jild 1, Safah 124.
▶ Jabh yeh darr ho ke raat deir tak jaagne se subha namaaz e fajr jaati rahegi, to bagair shar'ai uzr ke deir tak jaagna mana hai.
# Radd ul Mohtaar, Jild 2, Safah 27.
▶ Koi so raha hai ya namaaz padhna bhool gaya hai to jisse malum ho uspar waajib hai ke sote ko jaga de aur bhoole huwe ko yaad dila de.
# Bahaar e Shari'at, Jild 4, Safah 43.
( Yaad rahe ke yaad dilaana us waqt waajib hoga jabh yaqeen ho ke yeh namaaz padhega warna waajib nahi.)

0 comments:
Post a Comment