بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
⏩ Namaaz ko qasdan chordh dena aur qaza karne ke masail.
▶ Jiss kisi ki bhi qazaa namazein baki ho unko jald se jald padhna waajib hai. Magar apne biwi bacchon ki parwarish aur zarooriyat ke intizaam ki wajah se takheer jaaiz hai, isliye kaarobaar bhi karte rahey aur fursat ka waqt nikaal kar qazaa (chooti huwi) namazein padhte rahein yahan tak ke poori ho jaaye.
# Durr e mukhtaar Maa Raddul Mohtar, Jild 2, Safah 646.
▶ Qaza namazein chup kar padhe, apne ahle khaana aur doston se bhi isko chupaye, ke gunahon ka izhaar (ailaan) bhi makrooh e tehreemi aur gunah hai.
# Raddul Mohtar, Jild 2, Safah 650.
▶ Agar logon ki maujoodgi mein witr ki qaza karein to takbeer e qunut ke liye haathon ko na uthaaein.
# Alamgiri, Jild 1, Safah 111. Raddul Mohtar.

0 comments:
Post a Comment