بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
⏩Jumeh ki namaaz me agar sajd e sahw waajib huwa aur agar imam ye sajda karta hai toh muqtadiyon mai gadbadi aur fitna phelne ka dar hai toh ulma ne in sajdon ko chodne (na karne ki) ki ijaazat di hai bal ke jumah mein sajda e sahw chodna behtar hai.
⏩Jumah ki pehli 4 sunnat chut gayi toh jamaat ke baad wali sunnat ke bad yeh 4 sunnat padhe yeh adaa hogi qazaa nahi.
⏩Jin masjidon mai jumah nahi hota un masjidon ko zohar ke waqt band rakkha jaye
⏩Gaanw me jumah ke din masjid mein zohar ki namaaz azaan o iqaamat ke sath bajamaat padhe.
#Aalamgiri
#Bahrur Raaiq
#Durre Mukhtaar
#Raddul Mohtaar
#Bahaar e Shariyat
Jild:3,4 Safa:99,102
#Fatawa razviya
Jild:3 Safa:689,619,461,611.

0 comments:
Post a Comment