بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
⏩Namaaz e jumaah ke fazaail.
▶Allama Naeemuddin Alaihir Rehmah farmate hai ke Huzoor ﷺ hijrat kar ke Madina shareef mai tashreef laye toh 12 Rabiul Awwal ka din peer ko chasht ke waqt maqaame Qubaa me ruke.
Peer, mangal, budh,jumeraat ussi jagah ruke aur Masjid ki buniyaad rakhi aur jumaah ke din Madina shareef ka iraada farmaya.
Bani saalim ibne auwf ke batn e waadi me jumaah ka waqt aaya. Us jagah ko logo ne masjid banaya aur waha jumaa adaa farmaya.
Aaj bhi uss jagah par shaandaar masjide jumaah qayam hai.
▶Mufti Ahmed yaar khaan naeemi alaihi rehmah farmate hai isi din me tamam makhluqaat jama hui.
Hazrate Adam alaihi salaam ki mitti isi din jama hui.
Is din me log jamaa hokar namaaze jumaah adaa karte hai.
Isi wajah se ise jumaah kehte hai.
▶ Humare Aaqa ﷺ ne lagbhag 500 jumaah adaa kiye, isliye ke jumaah hijrat ke baad shuru hua jis ke baad 10 saal zaahiri hayaat sharif rahi aur is arse me itne jumah hote hai.
#Khazaainul Irfaan 668
#Miraat Jild:2 Safa:346.

0 comments:
Post a Comment