Saturday, April 4, 2015

Namaz e jumma ke fazaeel aur masaeel 272 Namaz e Jummah Ki Shartein

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


⏩Namaz e Jummah Ki Shartein.

▶ Namaze Jummah ki 7 shartein hai

▶Shraite jumah yeh hai.
Sheher hona
Baadshaahe islaam. Imam muqarrar
Zohar ka waqt
Khutbah
Khutbe namaaz se pehle hona
Jamaat
Izne aam.
Kisi ko bagair shrai uzr roka na jaye.

▶Sheher ya fanaye sheher.
▶Sultane islam ya uska qaem maqaam musalman jise jumeh ka imam banaye.
▶Zohar ka waqt hona
▶Khutba zohar ke waqt mai hona.
▶Namaaz se pehle kam az kam 3 musalman mardon aaqilon ke samne khutba hona.
▶Jamaat se hona jis mai kam az kam 3 marde aaqil ho.
▶Izne aam ho matlab bagair sharai wajah ke kisi ko bhi roka na jaata ho..

#Fatawa e Razviya
Jild:3, Safa:746
 

0 comments:

Post a Comment