بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶Huzoor ﷺ ki wiladate baa-sa'adat wakiya e ashabe feel se 55 din ke baad 12 Rabbi ul Awwal shareef ko hui.
▶Sanadul Asfiya, Ashraful Ambiya,Ahmed e Mujtaba, Muhammed Mustafa ﷺ aalam e wajood main raunak afroj hue aur pakiza badan, naaf burida, khatna kiye hue, khushbu main base hue, ba halat e sajda, Makkah Muqarrama ki sar jameen main apne walid e majid ke makaan main paida hue.
▶Huzoor ﷺ ke walid e majid ka pehle hee wisal ho chuka tha Huzoor ﷺ ke dada Hazrat Abdul Muttalib ko bulaya gaya jo tawaaf e kaaba mai mashgul the.
▶Yeh khushkhabri sun kar aap haram e kaaba se apne ghar aaye aur josh o muhabbat se apne pote do aalam ke tajdar ko seene se lagaya fir Kaaba Shareef mai le gaye aur khairo barkat ki dua maangi aur "Muhammed "ﷺ aap ka naam e mubarak rakha.
Saare uncho mein uncha samajiye jisse,
Hai unn uncho se uncha hamara nabi ﷺ,
Teri aamad thi ke Baitullah mujre ko jhuka,
Teri haibat thi ke har boot thar thara ke gir gaya..
Pehle sajdey pe Roz e Azal se darood
Yadgaari e ummat pe lakhooٌ salam

0 comments:
Post a Comment