بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶Hazrate Anas رضي الله عنه kehte hai ke mene kisi resham ko Huzoor ﷺ ki hathheliyo se narm wa nazuk nahi paaya jiss shakhsh se Huzoor ﷺ musafah farmate wo din bhar apne hathho ko khushbudaar paata
▶Hazrate Jabir bin Samura رضي الله عنه ka bayan hai ke mene Huzoor ﷺ ke sathh namaz e zohr adaa ki fir aap apne ghar ki taraf ravana hue aur mai bhi aap ke sathh hi nikla
▶Sarvar e kainaat ﷺ ko dekh kar chhote chhote bachhe aap ki taraf dod pade to unn mai se har ek ke rukhsar(Gaal) par aap apna dast e rehmat ferne lage mai samne aaya to mere rukhsar par bhi aap ne apna dast e rehmat laga diya to mene apne gaalo par Sarkar ﷺ ke dast e rehmat ki thandak mehsus ki aur aisi khushboo aayi ke goya aap ne apna hathh kisi itr ki sandook se nikala ho
#Muslim Shareef
Jild 2, Safah 256
#Hathh jiss simt uthha ghani kar diya
Mouje behre sakhawat par lakho salam
#Jiss ko baare do aalam ki parva nahi
Aise bajoo ki kuwaat par lakho salam
#Noor ke chashme lehraye dariya bahe
Ungliyo ki karamat par lakho salam

0 comments:
Post a Comment