بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶Hazrat Amr bin Akhtab رضي الله عنه farmate hai ek din Huzoor ﷺ hum logo ko namaz e fajr padha kar mimbar par tashrif le gaye aur hum logo ko khutba sunate rahe yaha tak ki namaz e zohr ka waqt aa gaya fir Huzoor ﷺ ne mimber se utar kar zohr adaa padhayi fir se khutba dene mai mashgul ho gaye yaha tak ki namaz e asr ka waqt ho gaya fir Sarkar ﷺ mimber se utre aur namaz e asr padhayi fir mimber par chadh kar khutba padhne lage yaha tak ki suraj gurub ho gaya
▶Uss din bhar ke khutba mai Rasool e do aalam ﷺ ne hum logo ko tamaam unn wakiyat ki khabar de di jo qayamat tak hone wale hai jiss shakhs ne jiss qadr jyada uss khutba ko yaad rakhha wo hum sahaba mai sab se jyada ilm wala hai
#Mishkaat Shareef Jild 2, Safah 543
▶Azal se le kar Abad tak ke tamaam uloom e gaibiya ke khazano ko Allah ﷻ ne apne habib ﷺ ke seena e nabuvvat mai ataa farma diya hai lihaza har ummati ko ye aqeeda rakhna lazeemi aur jaruri hai ke Allah ﷻ ne apne mehbub ko ilm e gaib ataa kiya hai
Wahabiyo ka aqida hai woh gaib daan nahi
Sahabiyon ka aqida Huzoor jaante hai.

0 comments:
Post a Comment