Sunday, April 5, 2015

Sawaal o Jawaab Bazabaani Huzoor Tajush Shariah Damat Barakatuhu Alia 309

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 



24 RABIUL AAKHIR 1436 HIJRI

Sawaal..
14 February yani Aaj Dunya bhar mein "Valentine's Day" manaya jata hay jis mein Larrkay Larrkiyan ek doosray ko Tahaif (Tohfe) detay hain aur ek doosre se Muhabbat ka Izhar karte hain. Ye toh apni jaga ek Kharabi hai magar tehqeeq ye hai k ye Yahoodion ka Ijad kiya huwa tehwaar hai aur unhi ki taraf se Pakistan Hindustan mein aaya hai. toj kya abh iss Din ko manane walon k liye Usi Hadis Mubarak ka Hukm Saadir hoga jis mein Sarkar ﷺ ne farmaya k jo jis qoum se tashbeeh ikhtiyar karega wo unhi mein se hai aur kya iss ka ye matlab hai k jo iss din ko manatay hain wo Gumrah ya Kaffir hain?


Jawaab :
Huzoor Taajush Shari'ah ki mubaarak aawaz me samat farmaeñ.

Live weekly question & answer session with Huzoor Taajush Shari'ah every sunday 9pm to 10pm at www.jamiaturraza.com


HAI WOH KAUNSI SURAH
KAUNSI AAYAT
JIS MEIN CHUPI HAI
NOORI BASHARAT

 


 SABSE AULA WA AALA HUMARA NABI ﷺ
SABSE BAALA WALA HUMARA NABI ﷺ
KHALQ SE AULIYA, AULIYA SE RASOOL
AUR RASOOLOÑ SE AALA HUMARA NABI ﷺ

 

0 comments:

Post a Comment