Saturday, April 4, 2015

Sawaal o Jawaab Bazabaani Huzoor Tajush Shariah Damat Barakatuhu Alia 256

SHARE
بسم الله الرحمن الرحيم

Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah 


28 SAFAR 1436 hijri.

Sawal
Khawaateen ka apnay ghar mein apnay maharim k samnay Aadhi Asteen ya bagair aasteen k kaprray pahenna ya bareek aur chust libaat pahenna kesa? Aur Aaj kal khwateen k malboosat ki silaaee iss tour par hoti hay k galay aur seenay ka kuch hissa khula aur numaya rehta hay. Ab agar uss par chaadar orrh kar namaz parrhi tou namaz ho jaegi?

Jawaab :
Huzoor Taajush Shari'ah ki mubaarak aawaz me samat farmayeٌ.

Live weekly question & answer session with Huzoor Taajush Shari'ah every sunday 9pm to 10pm at www.jamiaturraza.com


 ASAALAT E KUL IMAAMAT E KUL SIYAADAT E KUL IMAARAT E KUL
HUKOOMAT E KUL WILAAYAT E KUL KHUDA KE YAHAAر TUMHARE LIYE.
~ Aala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan رضي الله عنه






 

0 comments:

Post a Comment