بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
Mafhume Ahaadis
▶Ibne Abbaas frmate hai'n Ek bar Rasulullah ﷺ imame Hasan رضي الله عنه ko apne kandhe par bithaae huwe the,
Kisi sahabi ne kaha Aey Sahabzaade Teri Sawaari Bahut acchi hai To Aaqa ne farmaya Sawaar bhi to achcha hai.
▶Imame Hasan رضي الله عنه ne begair sawaari ke chalkar 25 hajj kiye jab ke behtarin nasl ke oont (camel) aap ke sath hote the laikin aap un pr sawaar nahi hote the or paidal chalkar hajj karte the.
▶Aap sakhawat ( khairaat ) karne me be misaal the kabhi aesa bhi huwa k ek ek aadmi ko ek ek laakh dirham ata farma dete the.
▶Imame Hasan رضي الله عنه ne 3 baar aadha aadha maal khuda ki raah mein dediya or 2 baar apna pura maal Allah k raaste me kharch kar diya.
Taariikhul khulfa..
Bitha Kar Shaanae Aqdas Pe Kardi Shaan Do Baala ,
Nabi Ke Laadle Par Har Fazeelat Naaz Karti Hai.
Aapka urs e paak 28 Safar ko hai.

0 comments:
Post a Comment