بسم الله الرحمن الرحيم
Assalatu Wassalamu Alayka Ya RasoolAllah ﷺ
▶ Jis qism ke mubalega ka aadatan riwaj hai log usey mubalega hi par mahmool karte hain us ke haqeeqi maana muraad nahi lete wo jhuth me daakhil nahi , maslan ye kaha ke mai tumhare paas 1000 martaba aaya ya 1000 martaba mai ne tumse ye kaha, yaha 1000 ka adad muraad nahi balke kai martaba aana aur kehna murad hai. Ye lafz aese mauqe par nahi bola jaaega ke ek hi martaba aaya ho ya ek hi martaba kaha ho. Aur agar ek martaba aaya aur ye keh diya ke 1000 martaba aaya to jhutha hai .
fb.me/kanzul.imaan.group

0 comments:
Post a Comment